Makai (maize) ke beej ko achi tarah tayar ki gayi zameen mein gehraai se boya jata hai. Beejon ke darmiyan 20-25 cm ka faasla aur khet ki kataron ke darmiyan 60-75 cm ka faasla rakha jata hai. Boyaai ke baad pani dena aur wakt par khad dena fasal ki behtareen paidawar ke liye zaroori hai
Leave a Reply