Drama Waris ek zameendari nizaam par mabni kahani hai jo taqat, virasat aur siyasat ke gird ghoomti hai.
Is mein zameen ke liye honay wali ladai aur khandani tanazaat ko dikhaya gaya hai.
Yeh drama Pakistani samaji aur siyasi haqaiq ka aik gehra aks pesh karta hai.
Leave a Reply